star news sirf apni trp k liye sab kar rahi hai kaha thi ye 1 saal se jab ki spk asia sabko paisa de rahi thi kuch bhi ho ham khush they hame nahi pata wo kya karti hai aur na hi ham jaanna chahatey hai ham sirf inta jaanntey hai ki wo hame kam investment me ziyada faida de rahi thi magar star news ne sab kharaab kar diya aur sabse badi baat paisa hamara hai dard star news ko ho raha hai kya wo hamare papa banna chahatey hai kya hame kuch nahi pata jaane kis kis gareeb aadmi ne isme apna paisa lagaya kuch logo ne to na jane kya kya bech kar paisa lagaya un sab ka paisa star news walo ki wajah se doobne ki kagaar par hai inshallah un sare gareeb logo ki baddua star news ko lagegi aur wo apne parivaar samed barbaad hogay aameen so plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz ziyada se ziyada petitions likho show them that we proud to be speakasian i love spk asia and i hate star news and all star pariwaar aaj se mai star news ya star ka koi channel apne ghar me nahi chalne doga